Friday, August 31, 2012
Monday, August 27, 2012
Halkat Jawani - Heroine Official New Full Song Video feat. Kareena Kapoor
Song Name: Halkat Jawani
Movie - Heroine
Feat. - Kareena Kapoor
Singer - Sunidhi Chauhan
Lyrics - Niranjan Iyengar
Music - Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Movie Cast Crew :- Arjun Rampal, Randeep Hooda, Shahana Goswami
Directed By :- Madhur Bhandarkar
Produced By :- UTV Motion Pictures, Bhandarkar Entertainment
Kya Raaz Hai Official Video Song Raaz 3 | Bipasha Basu, Emraan Hashmi
Song: Kya Raaz Hai
Singer: Zubeen, Shreya Ghoshal
Starcast: Emraan Hashmi, Esha Gupta, Bipasha Basu
Movie: Raaz 3
Music Director: Jeet Gannguli
Lyrics: Kumaar
Music Label: T-Series
Lyrics Of Song:
Marhaba
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Marhaba
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Main ru ba ru hoon aasmaan ki
Aks meri dastaan ki
Chaa gaye sabki nigaahon mein
Mutthi mein hai saara jahaan yeh
Maine joh chaaha yahan pe
Aa gaya meri panaahon mein
Yeh shauhraton ke naach hai
Yeh daulatien joh aaj hai
Sab kuch yahan ik raaz hai
Haan raaz hain
Khud pe mujhe joh naaz hai
Yeh joh naya andaaz hai
Sab kuch yahan ik raaz hai
Haan raaz hai
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Morey sayiaan sayiaan
Morey sayiaan
Kaahe chodhi mori bayiaan
Mori bayiaan
More sayiaan
Sayiaan sayiaan
Kaise modh pe laaya mujhko
Mera faisla
Haath se manzil
Pairon se chootha hai raasta
Meri khataaon ki maine
Ab paayi hai sazaa
Aage ab kya mera hashr ho
Jaane woh khuda
Marhaba
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Marhaba
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Main ru ba ru hoon aasmaan ki
Aks meri dastaan ki
Chaa gaye sabki nigaahon mein
Mutthi mein hai saara jahaan yeh
Maine joh chaaha yahan pe
Aa gaya meri panaahon mein
Yeh shauhraton ke naach hai
Yeh daulatien joh aaj hai
Sab kuch yahan ik raaz hai
Haan raaz hain
Khud pe mujhe joh naaz hai
Yeh joh naya andaaz hai
Sab kuch yahan ik raaz hai
Haan raaz hai
Yeh raaz hai !!! haan raaz hai !!!
Dhoom tana dhoom tana…
Ra re ra re ra… Yeh Raaz hai !!!
Dhoom ta dum dhoom ta dum de re na na
Deewana Kar Raha Hai Raaz 3 Official Song | Emraan Hashmi, Esha Gupta, Bipasha Basu
Song: Deewana Kar Raha Hai
Singer: Javed Ali
Starcast: Emraan Hashmi, Esha Gupta, Bipasha Basu
Movie: Raaz 3
Music Director: Rashid Khan
Music Label: T-Series
Lyrics of Song:
Teri baahon mein meeli
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaane-jahaan
Teri aadat si mujhe
Dekhun main jab tujhko toh
Tab mera din yeh dhale
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Dard ka aalam hai har dum
Tere bin o mere hum dum
Aankhon mein dikhti hai maausiyan
Jahaan bhi jaaun tere bin
Badi mushkil se guzre din
Chubhti hai dil ko teri khamoshiyaan
Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa tu hai mera aa
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Dhul gaye dil ke saare gum
Kushi se aankhein hai yeh namm
Zindagi mein tu meri jab se aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson mein rooh bann ke tu sama gaya
Jaan bhi teri, dil bhi tera
Tujhse hai mera sawera oo..
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musal-sal khal raha hai
Mujhko ab yeh sehra
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Bata ab jaayen toh jaayen kahaan!!!
Subscribe to:
Comments (Atom)